Monday 23 January 2012

Durga Saptsati Path Vidhi


IN HINDI NOT TO SAY *****  WADH,ITI,SAMAPAT,ADHYAY   ******************

SAPTSHATI KA PAATH AARAMBH KARNE SE POORVA GANESH POOJAN,SHIV KA DHYAAN KARKE,PHIR BHAIRAV JI SE AAGYA LEKAR LENI CHAHIYE.


PUSTAK POOJA:

mantra:"OM NAMO DEVYAY MAHADEVYAY SHIVAAY SATATAM NAMAH,
NAMAH PAKRATYAY BHADRAYE NIYATAAH PRNTAH ISM TAAM."


SHAPOODHWAAR:
PAATH KE PAHLE AUR AKHIR MEIN 7-7 BAAR NEECHE LIKHE MANTRA KA JAAP KARNE SE SHAPOODHWAAR HO JAATA HAI---

mantra:"OM HREEM KLEEM SHREEM KRAAM KREEM CHANDIKA DEVYAYI
SHAPA NASHANUGRAHAM KURU KURU SWAAHA."

UTKEELAN:
ISKE LIYE MANTRA PAATH KE POORVA AUR  PASHCHAAAT MEIN ISS MANTRA KA PAATH 21 BAAR KAREIN----

mantra:"OM  SREEM HREEM KLEEM SAPTSHATI CHANDIKE UTKEELANAM KURU KURU SWAAHA."


JAGRATI:-
SHAPOODHWAAR  AUR UTKEELAN KE BAAD SAPTSHATI KI JAGRATI KAREIN,ISKE LIYE NEECHE LIKHE MANTRA KA 7 BAAR JAAP KAREIN--

mantra:-"OM RUM SUM OM AEIM HREEM KLEEM CHAMUNDAAY VICHCHE RUM KSHAM."

AMRITIKARAN:
NIMN MRITSANJIVINI MANTRA KA PAATH AARAMBH AUR ANT MEIN 7 BAAR KARNE SE AMRITIKARAN HOTA HAI-

mantra:"OM HREEM HREEM VAM VAM AEIM AEIM MRITSANJIVINI VIDHYEMRITAM UTTHAAPAY UTTHAAPAY KREEM HREEM HREEM VAM SWAAHA."

KAVACH, ARGALA, KEELAK ,TANTROKAT RATRI SUKTAM , NAVARAN VIDHI , NAYAS ,

READ IN 7 DAYS

every day before beginning perform pustak pooja and tantrokat rstri suktam shapoodhwaar mantra - 7 baar,utkeelan-- 21 baar amritikaran -- 7 baar

DAY ONE -- 1ST CHAPTER

PRATHAM PRAYAN JAGDAMBA ARPAN ASTU


DAY 2 -- 2ND AND 3RD  CHAPTERS
DAY 3 -- 4THH CHAPTER
DAY 4 -- 5TH , 6TH , 7TH , 8TH
DAY 5 -- 9TH , 10TH
DAY 6 -- 11TH
DAY 7 -- 12TH , 13TH

on day 1
SHAPOODHWAAR MANTRA - 7 BAAR
UTKEELAN -- 21 BAAR
AMRITIKARAN -- 7 BAAR
SIDHKUNJIKA STOTRAM


on daily basis
SIDHKUNJIKA STOTRAM

OR READ AS FOLLOWING IN 3 DAYS

CHARITRA                  CHEPTER              ADHISHTHATRI DEVI

PRATHAM CHARITRA           1                   MAHAKAALI
MADHYAM CHARITRA          2 TO 4th             MAHALAXMI
UTTAM   CHARITRA          5 TO 13th            MAHASARASWATI